(history)firqa wariyat me saleebio ka kirdar (part.1)


HISTORY ABOUT FIRQA WARIYAT IN INDO PAK .

1916 me jab bartaniya hakoomat ki taraf se Rothschild aur rockerfiller khandan k dbao me aa k balfour deceleration diya gaya jis k tehat pelistine ki zameen ka kaafi hissa yahoodio k naam kiya gaya unki riyasat (ISREAL) bnaney k liye to un na maloom taqaton ko ye maloom tha k ye musalmano k dilo me khanjar ki tarha lagey ga aur wo jazba me har had tak chaley jaen ge to is khatrey sey  bchao k liye aur isreal k qyaam k liye unhey musalmano par zyada sey zyada qaabo pana tha aur is mamley me unhey bohat zyada khatra BARRE SAGHEER aur AFGHANISTAN k musalmano sey b tha ku k yaha b ek kaseer tadad musalmano ki rehti thi aur yaha k musalmano me b us waqt jazba jahaad bht zyada tha us k ilawa TURKEY k musalmaan un par to un ki taqat pehley sey e kaafi thi SAUDI ARAB ki establishment to pehley e AMERICA k hatho me thi aur AMERICA ki government to pehley e start sey e un namaloom taqato ki ghulam h FEDREL RESERVE BANK aur bohat sey adaaro k zariye khair is masley ka hal nikala gaya k musalmano ki itehadi taqat ko torrna aur un me apas me nafrato ko barhana is k liye unhen bas bikaao ULMA aur MUFTIO k zariye musalmano k darmyan chotey chotey maslo ko hwa deni thi bas . (to be continue....) HISTORY.
(link).firqa wariyat ki shuruat islam me 
(link).(history) firqa wariyat me saleebio ka kirdar part 2  
history about firqa wariyat in islam

Post a Comment

1 Comments